Wednesday 8 June 2016

Dhumrapan Kaise Chhode

Dhumrapan kaise chhode

Dosto aaj is post me mai apko dhrumrapan chhodne ke kuchh upay btataunga. Ham sabhi jante hai ki dhumrapan sehat ke liye achha nahi hai. Dhumrapan karne se kai tarah ke bimari hote haai. Dhumrapan karne se cancer aur saans ki bimari hoti hai, iske alawa aur kai se nuskan hote hai hamre sharir me. 



 Stop Smoking vector art illustration

Dhumrapan chhodne ke fayde

Ye logo me dekha gya hai ki kisi person ko koi na kai lakshya banane ko kaha jaye to wo kuchh din use follow karte hai phir use chhod dete hai lekin jab kisi ko us kaam se hone wale fayde ke bare me btaya jaye to wo motivate hokar use kam ko badi mehnat se karte hai. To isliye is post me mai apko smoking ko chhodne ke tarike se pahle usse hone wale fayde ke bare me btana chahenge. To chaliye jante hai iske faydo ke bare me.

1. Anek Bimario Se Bachaye

Dhumrapan karne se dil ki bimariyo ka khatra rahta hai. Isliye jo person dhumrapan chhod dete hai sahi samay par inse unke liye fayda rahta hai. Isse cancer hone ka khatra bhi kam rahta hai.

2. Wajan Ko Niyantrit Rakhe

Dhumrapan karne wale hamesha adhikter patle hote hai. lekin wah person jab dhumrapan chhod deta hai to uski wajan badhne lagta hai. Kyoki dhumrapan chhodne se unki bhook badh jati hai. jiske chalte wo 3-4 mahino me karib 5-8 kg wajan badh jata hai.

3. Garbhawati mahilaye ko dhumrapan nahi karna chahiye

Jo women Dhumrapan karti hai. unko Garbhadharad karne ke baad dhumrapan nhi karna chahiye kyoki iska asar unke hone wale bachhe par padta hai. To isliye Garbhadharad karne ke baad dhumrapan nhi karna chahiye. Isse hone wala bachha kam wajan hone ka khatra ghat jata hai.

Achhi health ke liye Dhumrapan Chhode

Aap dhumrapan chhodne kia decision le liya hai. To sabse pahle aap apne par viswas rakhe aap ye sochiye ki mai isse chod dunga. Kyoki k Dhumrapan karne se agar apko kuchh ho gya to apke Parivar ka khayal kaun rakhega.

1. Agar aap Dhumrapan chhodte hai to apko sehat achha rahega. iske sath apke paise bhi bachenga in paise se aap apne Ghar ke kam me a sakta hai.  Ye post bhi padhe.
2. Jab bhi apne man me cigratte pine ka man ho to iske jagah aap dalchine chabaye ya coffee piye kyo ki isme nicotin hota hai. Jo nashe ki ichhaye ko kam karta hai, aap chewing gum chaba sakte hai. isse apka muh chalta rahega. Aur aap dhire-dhire Dhujmrapan ko chodne me safal ho jayenge.
Stop smoking, idea concept. vector art illustration
Dhumrapan Chhdne ke liye Dalchini and coffee ka use kare isme nicotine hota hai
3. Agar aap Dhumrapan chhodna chahte hai to un logo se door rahe jo cigrette pite hai. Aap aise vatavaran aur dost choone jo dhumrapana nhi karta ho aise apko apni Galat adaat chhodne me bahut madad milegi.
To friends ye post apko kaisi lagi aap hame comment ke through bataye. Aur agar apko latest post pana chahte hai to aap mera blog suscribe kare. 

Best Of Luck.


Sunday 5 June 2016

Lost Contacts Ko Recover Kaise Kare

Recover lost contacts

Hello friends,

Aaj mai apko ek important feature ke bare me btane ja raha hun ki aap apne android phone me kaise lost contacts ko recover karte hai. Bahut sare log hai jinke contacts lost ho jane par pareshan ho jate hai, kyoki apke sabhi no. lost ho jate hai, jisme kai important no. bhi rahte hai. To aap pareshan mat ho mai apko batata hun ki lost contacts ko kaise wapas laye.

Backup useful information stock photo


Ghabaraye nhi apke contacts kahi gayab nhi hua hai. balki apke androids decice me hit hai. lekin wo contact list me show nhi ho raha hai.

Ab mai apko kuchh steps btata hun ki kaise wapas laye lost contacts ko.

1. Pahle apna contact list khole.

2. Menu ko tap kare  ( jaha par teen dots dikh raha hai upar ).

3. Setting option par click kar phir contacts ko tap kare.

4. Ab open contacts to display.

5. Ab aap dekh sakte hai pure contacts ka list apne phone me jo display set ho gaya. Ab apko all contact wale option par click karna hai. aur sabhi contacts apke apps me se contacts list me dikhayi dene lagega.

Agar ye trick kaam nhi kar raha hai to aap pareshan na ho. ab dusre tarike se wapas late hai.

Gmail Account ke through apne contact ko wapas laye.

Apka gmail account ek special feature hai. contact ko restore karne ka Agar apne android device ko syncroniced kya hai apne gamil account se to aap is feature ko use kar sakte hai. Aur yah ek best tarika hai apne lost contact ko wapas lane ke liye. AAp apne computer par jaye aur gmail inbox khole upar let side me menu dikh raha hoga jise mail kahte hai.


Mail par click kare aur contacts ko select kar le. Aur ab niche more option par aye. aur click kar phir restore contacts ko select kare ab ek naya page khulega usme kai option diye rahenge.

Please select a time to restore aap ko jitne din hue hai lost hue contact us option par tick kar de phir Restore button par hit kare. Ab apko apne android device ko Resynchronised karna hai.

Pahle setting me jaye apne android device me account ke niche syn. par tap kare. ab apne sabhi contacts ko wapas apke android device me show hone lagegi.

Dosto ye post apke liye kitne important hai aap ye jaan gye honge is post ko padhe ke bad.

Agar apka koi question hai to aap jarur comment kare aur apko post kaisa laga ye bhi btaye.

Best Of  Luck.

Friday 3 June 2016

Screenshoot kaise kare

Android Mobile Me Screenshot Kaise Kare

Hello freinds,
Aaj ki Samay mai sabhi log ke pass android mobile milega. Aur aaj ke yug me mobile popular ho gya hai. mobile ise bahuit sare kam bhi ho jate hai. To mai apko btata hun ki mobile me ek se ek feature hai. Aur aaj mai apko aise hi ek feature ke bare me btaunga jisse aap apne mobile main screenshoot kar sakte hai.
Social media icons vector art illustration


Android phone me screenshoot kaise kare

Android phone me screenshot lene bahut assan hai, Apke Power ON/OFF button + volume down key dono ek sath 2 se 3 sec. tak dabaye rakhe. Dabate hi notification ayega "Screenshot captured", Ab apka screenshot phone memory me saved ho jayega.


Screenshoot kis kam me a sakta hai.

1. Aap apne Game ke score ke screen shot kar sakte hai.

2. Internet chalate samay bhi screen shoot kar sakte hai apne page ko.

3. Aur phone se live gaye screen shoot ki image mai clearity bahut ati hai.

4. Aur kisi bhi cheej ka sreen shoot le saktey hai.

Best Of Luck.

Dosto ye chhoti post hai lekin bahut important hai. Agar aap ko yah post pasand ayi ho to comment kare.