Monday 7 November 2016

Online paise kamane ke sahi tarike making money tips in Hindi

aaj me aapko btoanga ke internet se paise kaise kamate hain kuch ayese paise kamane ke tarike batonga jise aap ghar bathe paise kamana start kar sakte hain bahut se log online paise kamana chahate hain but bahut si froad camanay jo aapko right way tak nahi le jati

Paise kaise kamaye in hindi


Aur hamare dimag me ye baat fit ho jati hai ke internet se paise nahi kamaye ja sakte hain it's wrong hum sahi earning ke raste tak pahochne hi nahi to kaise paise kama sakte hain

But Don't worry aaj ye post aapke liye hi hai jisme mein online paise kaise kamate hain oh bhi without invest ke

To chalayi jante hain rupaye kaise kamate hain online earning ke tarike Hindi mein batata hun jise aap bhi net se paise kaise kamaye ja sakte hain isko achi tarha se jan sakte hain so Follow guaid

Sab se pahle to ek galat fami me doar kardon jo bahut se log sochte hain online income karna ho ya offline business dono me mahenat se hi aap earn money kar sakte kahene ka mtlb agar aap net se paise kamana chahate hain tu mahenat zarori hai

Online paise kaise kamate hain

Bahut sare ayese tips hain jise aap ghar bathe internet se paise kamana start kar sakte hain lekin me kuch ayese tips share kronga jo aapke liye helpful sabit ho

Blogging karke paise kamaye 

Ye ek ayesa tarika hai jo aapki life change kar skta hai ye tabhi hota hai jab blogging ko achi tarha se samajnge blogging kya hai aur blogging business kaise shiro karke lakho kama sakte hain ye sab me is post me guide kronga

Blogging kya hai  

Yani apni knowledge ko ek blog post ki roop ke logo se share karke unki help karna jise me aapko online paise kamane ke tarike share kiya usi tarha se jisme bhi apko knowledge ho jise internet marketing business health motivation se related kayi topics hain jinki agar apkp achi jankari hai to write share karke achi income kar skte hian

Blog website kaise banate hain

Blogging kya hoti hai ye topic tu clear ho choka hai but Ab bari hai blog kaise banaye aur free website kaha se banaye ye ab jante hain uske aage janege kaise blog se paise kamate hain

Bahut sare platform hain jaha se aap apni ek site bankar blog post likha sakte hain usme se kucu platform free hain tu kuch Paid sab se better hai blogger jaha se free me blog bana sakte hain aur ye Google ka hi partner hai meri site bhi blogger par bani hai 2 platform best hain ek blogger and ek WordPress dono me se me aapko blogger suggests kronga

Kyun ke WordPress paid hai tu wahi blogger free aur bloggher ko easy munge bhi kar sakte hain  jab aap blogging ko achi tarha se samaj jaynge to kabhi bhi WordPress par transfer move kiya ja sakta hai

Blogger par blog kaise banaye ye Me apni next post me btonga

Blog bankar paise kamana kaise start kare

Google adsense agar aap new ho to adsense ko nahi jante honge but Don't mein iske barme details se bata deta hun adsense Google ka hi ek ad network advertising program hai jo apki website ke liye ads provide karta hai

Jiske ads lekar aapko apni website par lagna hai jab apkaa visitors ads par click karta hai to usme se kuch paise adsense Aapko deta hai and kuch apne pass rakhta hai

Adsense ek highest pay per click ad network hai aur aapko ise earning karte wakat tension lene ki koyi zarorat nahi kyun ke ye Google ki ka ad network hai 100% trusted jab aapke adsense account me $100 dollar ho jate hain tab adsense se payment le sakte hain

Adsense account kaise banate hain 

Google adsense ko banane ke liye aapko inki zarorat padhegi ek website and bank details aap bad me bhi dal sakte hain but aapke bank me jo name hai oh name dale sab se pahle Google.adsense.com open kar

Fir signs in kare gmail se login kare details fill kare submit my application par clicks kare details se next post me share kronga

India aur China me adsense Approvals milna thoda hard hai but Agar aap 15 Good quality post dalte ho aur blog ko acha digen karke apply karte hain to 15 din ke andar hi apka adsense account approved ho jayega

But Top Leval domain blog me jarur add kare like   .com   .in  etc


To reader's ye Post aapko kaise lagi bahut sare paise kamane ke tarike hain lekin ye post kafi long hui jiski waja se bass ayhi popular tarika share kiya but Don't worry

Agale aane wale post me hum batange YouTube se paise kamane ke tarike data entry work karke paise kaise kamate hain online business ideas net se repay ke aur bhi badiya tarike bataynge

Agar ye post achi lagi to social madia par share kare aur koyi problem ho rahi blogging se related or kyi bhi qes hai to comment karke puch skte hain  


1 comment:

  1. Hello Sir Muje Ek Help Chahiye Meri eK Website Hai www.freehindihelp.com
    Us Me mujhe Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Batao Na.Me Blog me naya hu
    pls help me. Post ke liye best keywords kaise praprt kare.

    ReplyDelete