Friday 11 November 2016

Seo kya hai what is search engine optimization in Hindi full tutorial

Hello everyone aajke is post me hum aapko seo kya hai iske barme details se guide karnge aur aane wale update me seo kaise karte hain ye bhi batayenge wose pahle ye jana bahut jaruri hai ke seo kya hota hai what is seo ki puri jankari milne ke bad hume samajne me aasani hogi and hum seo ko ache se follow karnge

Seo guaid in Hindi

seo yani search engine optimization (S)(e)(o)(search)(engine)(optimization) aap isko dekh kar samaj sakte hain example ko clear tarike se blogging me successf hone ke liye seo ki jankari hona bahut jaruri hai

Seo search engine optimization ek process hai jo aapki website par search engine se free organic editorail natural traffic pane ke liye use hota hai search results ko better karta hai

New Blogger ko seo ke barme ziyda jankari nahi hoti aur unhe lagta hai seo bahut hard hai seo kaise karte hain uski 1% bhi knowledge nahi raheti but Don't worry agar aap seo ki guidelines ko ache se follow karnge tu bahut jald seo learn sikh sakte hain

SEO search engine optimization

Seo ke 2 parts hain ek on page seo and ek off page seo dono point me se must important on page seo hai jo search rankings ko better karke search engine se visitors pane me help karta hai buyrdps

On page seo kya hai?

Techindes.com
techrebal.com
jobknows.com
educatebro.com
techmaters.com
techwebr.com
techzr.com
anyrdp.com

Content blog post ko optimize karke write karna on page seo hai isme bahut sare points hain on page seo kaise karte hain uski guide apne next me me kronga on page seo me blog post title description headings h1 h2 h6 tak ranking keyword etc aate hain on page seo kaise karte hain details se hamari next airctel me bat karnge

Off page seo kya hai?

what is off page seo jese ke ranking banane ke liye on page seo hai usi tarhs se off seo ek best method hai blog ki traffic badhakar rank dena aur achi page petitions results tak pahuchana

Off seo

Link building 
Social madia 
Social bookmarking 

Link building kya hai 


Agar aap apni website ranking ko improve karna chahate hain blog par quality doffolow backlinks create karna chahate hain to link building aapke bahut kaam aayega off seo me link building ata hai yani dusri website se aapki site connect me rahena jese dusri site se apko backlinks milti hai jitne ziyda apka link building network hoga utani hi ranking improve hogi to appko ye samaj mein aa gaya hoga ke link building kaise karte hain 

Social media 

Jesa ke aap jante hain social media kya hai aur kitna popular social sites hain jinka hum apni daily life me regular use karte hain Facebook Twitter printers etc off page seo me ayhi sab aate hain link building social networking or social bookmarking

Jab hum apni airtcel ko publish karte hain tu social par uska promotion karte hain yahi off page seo hai yani ye teeno tarike jinka naam mein ne upar already bata diya hai

On page seo ko hum apne content post me apply karte hain tu off page seo ko promotion ke trough use karke ranking increase karte hain

Social bookmarking

Ye ek popular way nahi hai but Aap social bookmarking ko use karke bhi traffic incarse kar sakte hain social bookmark yani directy site form site jo popular directy hote hain waha aap apni blog submit karke backlinks hasil kar sakte hain

Tu readers ye post aapko kaisi lagi hume comment me jarir bataye next updates me hum ayese hi seo ki jankari share karnge jisme seo ki puri jankari aapko milgi seo kya he kaise kare ranking improve karte hain keywords kya hai kaise apply karte hain


1 comment:

  1. Bhot hi accha Jankari share kiya hai aapne yese acche post likhte rahe

    ReplyDelete