Friday 20 May 2016

FACEBOOK SE KAISE BACHE

      Facebook Se Kyo Bache

Hello friends aaj mai aap logo ko facebok ke bare me btane ja raha hun ki facebook se kyo cache.
Aap log jante hai ki facebook kitni famous hai, yah kam Samay me itna famous ho gya.Facebook world ki dusri sabse jada dekhne wali site hai.

Facebook website through a magnifying glass stock photo


Iske sansthapak Mark Zukerber hai jo dunika ke sabse youngest billionare hai inhone kabhi nhi socha hoga ki itni jaldi wo popular ho jayenge. Aaj 90% log facebook chalate hai. Itna hi nhi bade se bade celebrities, business man, Cricketer sabhi ke account facebok pe mil jayenge ye sab facebook se jude hue hai.

Aap bhi unhi me se ek honge aur bade achhe se facebook use karte hai. Lekin sochne wali bat yah hai ki kahi aap fb use kate hai ya jada use karte hai, ya iski lat nhi lag gai aapko.


facebook notifications stock photo

Mera kahne ka matlab yah hai ki aap kahi jada to use nhi karte hai, agar aap 1 ghante daily fb use karte ho to think hai, kahi aap 1 ghante se jada use karte hai to yah over use ho jayega. Aisa nhi hai ki aap smart phone ko hand me liye ho tabhi use ho, agar aap fb ke bare me sochte hai, to wah time use me hi gina jayega,





Agar apko lagta hai ki kahi aap to nhi fb ki lat lag gai hai, kuch baein bta rahu hun, Agar aao ne yah hai, to samajh lijiye ki aap bhi fb ki kat kag gai hai.

1. Adhiktar logo ko maine dekha hai fb on rakhe rahte hai, ki kahi fb screen refresh karte hi kuch naya dikh jaye.

2. Apke mind me hameswh yahi chalta rahta hai, ki apke post par kitne like, commentws ayen honge.

3. Agar aap mobile me nhi fb use kar pa rhe ho to aap cyber cafe me ja kar updates dekhte hai.

4. Aapne mobile ko tioilet me lejakar use karna.

5. Jab aap sone jate ho to apne post me Good night kahte ho, aur subah ushne hi yah dekhte ho ki kis kis ne apke good night ka jawab diya hai.

Aapko kitne samay fb use karna chahiye.

Agar aap daily 1/2 hour use karte hai to thik hai aur agar 1/2 hours se jada use karte hai, to yah over use me a jata hai, Han, Agar aap apna business promote kar rahe hai, to koi matlab ka kam kar rhe hai to thik hai.  To is case me apna time dena lajmi hai.

Kaun log facebook Adhik use karte hai.


  • Jinke pass koi goal nhi.
  • Jo log dusre ka dhyan apni taraf attract karte hai.
  • Jo log Apni life se Adhik dusre ki life me interest lete hai.
Facebook se kya nukshan hai, over- use karne se.

To chaliye mai aapko kuchh points btata hun.

1. Aap apni khusi ka control dusre ko de dete hai.

Facebook par jab aap koi pics dalte ho, to kitne logs likes kar rahe hai, aur kitne log comments kar rahe hai, kya kya comment kar rahe hai.
Jaise apne koi naya kapda kiy aur aap post me pic dal diye. Jab fb par log use like nhi karte aur ulte sidhe comment karte to aap dukhi ho jate hai. Aur iske viprit jab aap koi bekar ki post dalte ho to log like karte , pasand karte hai to aap khus ho jate ho.To aap in chijo se affect hote ho.

Agar aap English sikhna chahte hai to yaha click kare

2. Real Friends

Kai bar log bahut garv ke sath btate hai, ki fb par mere 600 friends hai, lekin Agar inme se koi apke samne se gujar jaye to aap use nhi pehchan payenge.
Hakikat me fb pe hamare friends kam aur parichit jada hote hai. Lekin agar ham in fake relation ko Adhike time dete hai, to kahi na kahi hame apne family aur friends ko jo time dena chahiye use compromise karte hai. Hamare close friends aur relation bhi f par hai aam logo ki tarah ho jate hai, kyoki fb to ek bheed ki tarah hai, aur bheed ka  chehara nhi hota. Jo samne pada, use like kiya, comments kiya aur age badh gye. individuals ko attention dena fb ki atma me nhi hai.

3. Socially Active

Facebook par hone se kai log khud ko socially active samajhne lagte hai, aur ko hi bye kar ke apne rolee pura samajh lete hai, aap fb par hi karte hai, lekin jab usi dost se kahi raste ya kisi shadi ya collage me milte hai, to jawab bhi nhi dete.

Aur jab aap aise behave karte hai to log apko avoid karne lagte ahi, aur apko fake samajhte hai, aur aap apne touch ko kh dete hai.

4. Health Par Bura Asar Padta Hai

Facebook par lage rahne se physical aur mental dono tarah ki problem ho sakti hai, Apki ankhe kamjor  ho sakti hai .
Galat tarike se baidhne se Spindalists ho sakta hai, aur aapko depression me jane ka khatra badh jata hai.

Dosto ant me mai yahi kahna chahunga ki facebook ka use kam kare, aur jitna time fb par dete hai utna time apne energy ke liye, kuch valuable, kuch achha karne me lagaye Aur jab aap aisa karenge to apke is kam ko sirf apke friends hi nhi balki puri duniya kike karegi, aur comments degqa.

        Best Of Luck

Dosto agar apko www.Hindimeinjaankari.com ki post achhi lagi to aap comments jarur kare hame apke comments ka intajar rahega.


No comments:

Post a Comment