Sunday 22 May 2016

SEND MONEY THROUGH WHATSAPP

Send Money Through WhatsApp

Yourstory-Freecharge

Dosto aaj mai apko btata hun ki WhatsApp ek naya feature add kiya hai. Wo hai paisa send karne ka whatsapp ke dwara.

World me ek Arab se jada log WhatsApp use karte hai. Ab whatsapp par free recharge dwara Money Transfer ya recieve kar sakte hai. Iske pahle yah Suvidha Facebook ne bhi suru ki thi.

Freecharge users ke pas pahle se hi Built in Wallet system ke jaruiye money transger karne ka option tha, lekin ab kisi third party app dwara money transfer ki service really anokhi hai.

Is service se freecharge ke users ke sankhya badhegi. Freecharge ke CEO Gobind Rajan ka kahna hai ki customer ko behtar anubhav pradan karne me social payment ke special bhumika hai.

  Aise kar ksakete hai Whatsapp ke jariye fund transfer.

YourStory-FreeCharge-Whatsapp


  • Freecharge mobile app ko open kare ab feature menu me jaye.
  • Freecharge on Whatsapp ko tap kare, ab feature app ko apke whatsapp account tak pahuncha ki anumati dene ke liye Tap kare.
  • Ab yah setup pura ho chuka hai.
  • Ab Whatsapp ko open kare contact me us name ko touch kate jise aap money transfer karna chahte hai, aur niche batay gaye tarike se ek massage send kare.
'AMOUNT IN Rs. FC' example:- Aap apne dost ko Rs.50 transfer karna chahte hai To aap us message me '50FC' likh kar bheje.

  1. Aap jaise hi send button dabate hai, Screen par ek freecharge Window pop up hogi, jo puchegi ki aap paisa transfer karna chate hai ya Recieve karna chahte hai, ab apko sahi option choose karna hai.
      2.Yah apne dosto ko Paise Send ya paisa Recieve karne ka bahut Asan tarika hai, lekin yah                        Service abhi freecharge android app par hi Available hai.

      3. Iske liye jaruri ahi ki dono pajho ko freecharge ka use karna Anivarya hoga. Aur send wale                   Recieve karne eake dono ko freecharge on Whatsapp ko enable karna hoga.

Dosto yah ek naya feature apko kaisa laga ummid karta hun ki apko achha laga hoga. To aap comment ke dwara hame bataye.

            Best Of Luck.


No comments:

Post a Comment