Wednesday 27 July 2016

Aapne blog ko mobile friendly kaise bnaye

Aapne blog ya website ko mobile friendly kaise bnaye.
Jab hum hmara blog bnate hai.tab hum aapne blog ko pc me open karte hai.to hum aapni write ki huii post ko aachani se read kar pate hai.
but hum aapne blog ko android, ya fir etc phone se aapne blog ko koi open karta hai.to hmare write ki hui post cut ho jati.jisse koi visitor hmari post ko read nhi kar pata hai.
jisse koi visitor hmare blog per nhi aate hai.isliye me aaj is post mein aapko btaunga ki Aapne blog ko mobile friendly kaise bnaye.
Aapne blog ko mobile Friendly Kaise bnaye.
Friends aapko blog aager blogger se bnaya gya hai.to ye post aapke liye bhut upyogi hogi.Aap aachani se aapne blog ko mobile friendly bna sakte hai.
●  Aap sabse pehle blogger.com per jaye.
●   blogger per jane ke bad sign in kare.
●   Sign karne per Aap aapne deshbord mein template per click kar de.
●   template per click karne per aap mobile mein satting option per click kar de.
●   Aur  yes per click kar de.bas aapko blog mobile friendly ho gya hai.Ab aapki post cut nhi hogi.aur visitor usko aachani se read kar sakta hai.
●  Friends aaj ki post me mene post  me btaya ki aapne blog ko mobile friendly kaise bnaye.shere this post social media.
TAGS:-Aapne blog ko Mobile Friendly Kaise Bnaye,Blogger blog Mobile Friendly Kaise bnaye,Mobile Friendly Kaise bnaye.

No comments:

Post a Comment