Thursday 28 July 2016

Mobile Hang hone per Kya kare

Friends aaj ki duniya Me Her Koi Android Mobile Ka Use Karta Hai.Aur vh Bhut Jyada Apps install karta hai.jiski vajah ss uska mobile hang hone lagta hai.aaj ki post me aapko btaunga ki aapni anddoid mobile ko hang hone se kaise bchaye.




Mobile hang kya hota hai.
Friends Mobile Hang Hone Ke BHut se Karan Hote Hai.jaise Aapke Android Mobile ki ram aur Rom Kam Hone Ki vajah se Aapka android Mobile Hang Hone Lagta hai.

Jyada logo ka Ram Aur Rom Kam hone ke vajah se hi hota hai.
Ya fir koi jyada app install karne se bhi hota hai.

Ram Aur Rom kya Hai.
Ram yah her android mobile me aati hai.iska pura name rendom aacsses memory hai.yeh aapne phone ya pc ko maange karta hai.

Rom:- Rom yeh aapni file ko sangrah karta hai.iska pura name read only memory hai.

Aab aapko ye samaj me aa gya hoga ki ram aur rom kya hai.iko manage kare to hum aaapne phone ya pc ko hang hone se bcha sakte hai.

Mobile ko hang hone se kaise bcaye.

Friends aager aapki  mobile me Aapko jo bhi kam ke Apps hai unhi ko install kare.jo app kam ke nhi hai unhe aap install na kare.

Aapka phone ki ram aager 1GB se kam hai.to aap kam se kam 1-2 month me aapne mobile ko reset kare.inse aapki mobile clean hota hai.

Aap aapne mobile me clean vairus app ko install kare.jaise cm siciority etc.

Aager aap ye sab karenge  to aapko phone hang hone se bach sakta hai.

Aaj ki post me maine btaya ki aapne android phone ya pc computer ko hang hone se kaise bcaye.shere this post social media.

TAGS:- mobile(phone) ko hang hone se kaise bcaye,pc ho hang hone se kaise bcaye,mobile ko ram aur rom kya hai.iski puri jaankari hindi mein


No comments:

Post a Comment