Wednesday 27 July 2016

Aapne Blog me Facebook Like box kaise lgaye.

Aapne blog me Facebook Like box kaise lagaye.
Aaj ki post mein aapko btaunga ki hum aapne blog per Facebook like box kaise lagaye.Friends Aapne blog per hum facebook like box Lagane ke bhut ss karan hote hai.Jise hum aapne blog per Facebook like Box Lgate Hai.



Facebok like box ke Faide.
Hmare facebook page ko aapne blog per lagane ke but se karan hote hai.Jaise hmare page ko Aapne Blog per Lgane Se Hmare Page Ke likes Badte hai.Aager Aapka Page Aapka blog ke Name se Hai To Aapka blog ka name badta hai.Iss Trah Aapko bhut Se Faide Hote hai.
Facebok like box kaise lagaye.
Aap sabse pehle ye HTML code copy Kar lijiye.
<center>
<iframe style="border: none; overflow: hidden; height: 150px;" src="//www.facebook.com/plugins/likebox.php?href=https%3A%2F%2Fwww.facebook.com%2F*********?fref=tsfref=ts&width&height=180&colorscheme=light&show_faces=true&header=false&stream=false&show_border=false&appId=299013060234545" width="300" height="150" frameborder="0" scrolling="no"></iframe></center>
<img src="http://www.hmh.pe/blank.gif" alt="internet ki puri jaankari hindi me!" border="0" style="position: fixed; bottom: 10%; right: 0%;" />
ishe copy karne ke bad aap inhe aapni post mein past kar dijiye.
IS HTML code ko change kare.
In Html code me Aapko  www.facebook.com/********* inka hta kar aapko aapna facebook page ka link dalna hai.
Fir Aap Layout option per jaye.
Aab aapko html code ka waight add karna hai.
html code me apna code past kar dijiye.aur save kar dijiye.
fir aap aapne blog per facebool like box show ho rha hoga.
Aaj ki post me mene aapko btaya ki Aapne blog me Facebook like box kaise lagaye.shere this post social media.
Tags:Facebook like box kaise lagaye,blog me facebook like box kaise lagaye.

No comments:

Post a Comment