Wednesday 27 July 2016

30 Day Me Aapna motapa (वजन) kam kre.

Motapa or Pet Kam Karne ke ideas.
Green tea aur lemon juice  ka sevan kare.inse aapka body ka fat kam hota hai.
Morning me  aap milk aur sugger  wali chai ke bajay aap black  tea piye.
black  tea ko adrak ke saath ubale aur chaan lene ke baad is mein shahad aur adha nimbu ka ras mila ke ek glass piye. Pine ke baad morning walk par jaaye, kam se kam 2 to 4 kilometre teji se chale. Raat ke bhojan ke baad bhi dheemi gati se 1 kilometre walk kare.Poora 8-10 ghante ki neend le. Aap aapne Body Me Se Pasi  Nikanlne Ki kosis Kare.Jaise Mehnat Vala Kam Karoge to Pachina Aapne Aap Nikal Aata Hai.
Nimbu pani ye ek hmari body ke liye bhut hi labdayak hota hai aap inka use kar sakte hai.Aur Aap zim me jaker bi pasina nikal kar aapna motapa kam kar sakte hai.zim se aap jald hi aapna motapa kam kar sakte hai.
Pani ka labh
is me me pani pina padta he, din me 5 gilas pani pina jaruri he.isse aapki body ki aastiya me faida hoga.aap jyada khana na kaye.kam khana kaye aur pani aap se jitna liya ja sake utna hi piye.jyada pine ki koshish na kare.
Shahad ka sevan kare.
aapkp motapa kam karne ke liye aapko daily  subah 1  glass cool  pani mai 2 chamacch shahad mila lijiye, jisse sharir se vasa ki matra kam hoti hai, sath hi motapa kam hota hai.
daied food:-
aapna vajan ya motapa kam karne ke liya aapko aapne khane per jyada dyan dena hoga.kyoki aap motape ka mein karan food hi hai.aap tel vali sabjiya kate hai.ayr jisse aapki body me carbi jma ho jati hai.aur aap mote hone lagne hai.isliye mein aapse yhi kahunga ki aap khane me msaledar,ya jyada tem vali sabjiya,samosa,panipuri,kashore etc ka khana kush dino ke liye band hi kar de.jisse aapki body me fat jma nhi ho.aur aap jyada mote na ho skho.
To friends ab to aapko pta chal gya hoga ki aapna motapa kam kaise kare. वजन कम करने के घरेलू उपाय मेने आपको बताया हे
post ko shere kare.
TAGS:- Apna Vajan Teji se Kaise, Ghataye). Motapa or Pet Kam Karne ke Upayमोटापा घटाने के घरेलू उपाय,Motapa kam kaise kre,aapna motapa kam kaise kare in hindi

No comments:

Post a Comment