Thursday 28 July 2016

Apne Android phone ko reset bekup kaise kre

Friends Aapka mobile bar bar hang karta hai.ya fir aap koi aur vajah se aapne mobile ko reset karte hai.aaj ki post mein btaunga ki aapne mobile ko reset kaise kre.

               


Reset karte dyan rakhe:-

Friends Aap jab bhi aap aapna mobile reset kare tab usse pehle pahle aap aapni phone memory me jo bhi videos,apps,song, etc hai.un saby ko  aap aapni sd card me copy kar le.kyoki jab aap aapne phone ko reset karenge tab aapki phone ki memory delet ho jati hai.isliye aap aapne files sd card me copy kar le.aab me aapko btaunga ki aapne phone ko reset kaise kare.

Aapne Phone Ko Reset kaise kre.
Aap aager mobile ko rsset karna sahte hai.to bhut aachan hai.aap se aap mere ko step by step follow kare.

Sabse pehle aap aapne phone ki SATTING optione jaye.

Aab aapke samne bhut se options aayenge.
Jaise ki

More
Wifi
Hotspot
Siciority
Accounts
Display
Data useg
Loce screen
Backup reset
Etc options aayenge inme se aapko
Backup reset per click karna hai.

Uske bad aapko 3 options aayenge.

Backup email
Automatic restore
Fectory reset

Inme se aapko Fectory reset per click kar de aab aapko ok per click kar de.

Ab bas 5-10 seconds me aapka  mobile switch off ho jayega.aur kush der bad aapko switch on ho jayega.bas aapko mobile reset ho gya hai.

Friends mene aako btaya ki aapne mobile ko reset kaise kre.shere this post social media.

TAGS:- AAPNE MOBILE KO RESET KAISE KARE.,AAPNE ANDROID PHONE KO RESET KAISE KARE .


No comments:

Post a Comment