Thursday 28 July 2016

AAPNE Blog me Adsense Ke Ads Kaise lgaye.

Is Duniya mein her koi Paise kmane cahta hai.Aur her koi Paise Kma Sakta Hai.Aager Aapka Abhi Abhi  Adsense Approve huaa Hai.to Aap Aapne Blog per ads Kaise lgaye iski jaankari me aaj aapko is post me dunga.


Adsense ke ads aapne blog per lgana bhut aachan hai.Aap sabse pehle

Adsense.com per jaye aur login Kare.

Log in Karne Ke Bad Aapko My Ads per click kare.

ADSENSE me My Ads Me Click Karne Ke Bad Aapko Ad unit per click kare.

Ad unit bna le.Aapko kis trah ka Ads Lgana Hai.Ushi Se Aap Ad Unit bna le.

Get code Per click karke Aap un code ko copy kar le.

Blogger me code paste kha kare

aap aapne blogger mein deshbord me jaye.

Deshbord mein jane ke bad Aap Layout per click kar de.

layout me kisi per click kar ke Html javascript waight add kare.

Ab aapko copy kiya huaa code html box me paste kar de.

AUR aap Save Kar Dijiye.

aab Aapke Blog Per Adsense Ke Ads Show Hone Lag Jayenge.

Aaj ki post me btaya ki adsense ke ads aapne blog me kaise lagaye.shere post social media.

Tags:- adsense ke ads kaose lagaye,adsense ke ads post me kaise lagaye,adsense se ads kaise bnaye,adsense ke ads lagaye blogger.


No comments:

Post a Comment